The poet in Sahir Ludhianvi never allowed his lyricist exterior to compromise with the poetry not being given status equal to music. Lyrics for film song normally require very easy words and the meaning for the lay listener to easily align with song. Sahir’s lyrics invariably had perianised urdu touch., That would be just the first hurdle. His poetry was always steeped in the bitter reality of world. The combination ought to be too formidable for lyricist to even stay put in the commercial world of Hindi film music. However, Sahir Laudhianvi could always get a music director who was able to give the structure of his poetical lyrics the wings of music. The end result was Sahir Ludhianvi’s highly successful journey as a Hindi film lyricist during the era which had stiff competition from lyricist of all hues with almost comparable literary competence.
Roshan (Lal Nagrath) -14 July 1917 – 16 November 1967 – was one such music director who had inherent command over the melody. Roshan’s career took off with success of his second film, Malhar (1950). He scored several popular and lasting scores during the ‘50s, and as such, was indeed recognised as a music director with lot of potential. Bu that latent energy had still not reached the stage of escape velocity that could take his career into the orbit of meritorious, versatile and commercially successful as well, music director.it was at that of his career that he was associated with Sahir Ludhianvi in 1960, with Babar and Barsaat Ki Raat. One was a period film, and the other was a sheer romance social. Sahir Ludhianvi also had seen break off with S D Burman after a hugely successful run in the ‘50s till Pyaasa (9157). The association with Roshan in 1960 also proved to be a booster dose to the till now successful run of his career. In the span of seven consecutive years, they did eight films together, with the exception of one (Chitralekha, 1964) all being, more or less, Muslim culture theme ones.
For Sahir, this may have been natural ground for his poetry to Persianized Urdu poetry to flourish, but that also unleashed the Roshan’s potential in the form of composing ghazals, mujhras and qawwalis. The bond had been mutually so strong that when pure Hindu culture-based songs were to be composed for Chitralekha, Sahir brilliantly came up with chaste Hindi lyrics, including for the run-of-the-mill comedy song, to Roshan’s classical raag based tunes.
Presently, we take up just a few representative romantic songs from this extremely rich treasure of Sahir Ludhianvi’s Eight Films Association with Roshan.
Maine Shayad Pahle Bhi KahiN Tumhein Dekha Hai – Barsat Ki Raat (1960) – Mohammad Rafi
ajnabi si ho magar gair nahiN lagti ho
vaham se bhi jo ho naazuk vo yakiN lagti ho
haay ye phul sa chehra ye ghaneri zulfein
mere sheroN se bhi tum mujhko hasiN lagti ho
dekhkar tumko kisi raat ki yaad aati hai
ek khaamosh mulaaqaat ki yaad aati hai
jahan me husn ki thandak kaa asar jagataa hai
aanch deti hui barasaat ki yaad aati hai
jiski palkein meri aankhoN pe jhuki rahti hai
tum vahi mere khayaaloN ki pari ho ki nahiN
kahiN pahale ki tarah phir to na kho jaaogi
jo hameshaN ke liye ho vo khushi ho ki nahiN
Salam-e-Hasrat Qubul Kar Lo, Meri Mohabbat Qubul Kar Lo – Babar (1960) – Sudha Malhotra
udas najrein tadap tadap kar, tumhare jalwoN ko dhundhti hai
jo kwab ki tarah kho gaye, un hasin lamhoN ko dhundhti hai
….. ……. ……. …… …..
agar naa ho nagwar tumko toh yeh shikayat qubul kar lo
tumhiN nigahoN ki justju ho, tumhiN khayaloN kaa muddaa ho
tumhiN mere waste-sanam ho, tumhi mere waste-khuda ho
….. …… ……. ……. …. .
meri parastish ki laj rakh lo, meri ibadat qubul kar lo
tumhari jhukti najar se jab tak na koyi paigam mil sakega
naa ruh taskin pa sakegi, naa dil ko aaram mil sakega
…. …… …… ….. ……
gam-e-judayi hai jan leva, yeh ik haqiqat qubul kar lo
Tum Ek Baar Muhabbat Ka Imtahaan To Lo, Mere Jhunun Meri Vahshat Ka Imtahaan To Lo – Babar (1960) – Mohammad Rafi
salaam-e-shauq pe ranjish bhara payaam na do
mere khaloos ko hiras-o-havas ka naam na do
meri vafa ki haqikat ka imtahaan to lo
na takht-o-taz na laal-o-guhar ki hasarat hai
tumhare pyar tumhari nazar ki hasarat hai
tum apne husn ki azmat ka imtihaan to lo
maiN apni jaan bhi de duN to aitbaar nahiN
ke tum se badhke mujhe zindagi se pyar nahiN
yuN hi sahi meri chahat ka imtihaan to lo
Tumhari Mast Nazar Gar Idhar NahNi Hoti, Nashe Mein Chur Fiza Is Qadar NahiN Hoti – Dil Hi To Hai ((1963) – Mukesh, Lata Mangeshkar
tumhi ko dekhne ki dil mein aarzuein haiN
….. ….. …… …. . .
tumhare aage hi oonchi, nazar nahiN hoti
khafa na hona agar badh ke tham luN daaman
…. …… ……. … ….
ye dil fareb khata, jaan kar nahiN hoti
tumhare aane talak ham ko hosh rahta hai
…. …… …. ……. ….
phir us ke baad hamein kuchh khabar nahiN hoti
Churaa Le Naa Yumko Ye Mausam Suhaana Khuli VaadiyoN Mein Akeli Na Jaana, Lubhaataa Hai Mujhko Ye Mausam Suhaana Main Jaaungi Tum Mere Pichhe Na Aana – Dil Hi To Hai (1963) – Mukesh, Suman Kalyanpur
lipat jaayega koi bebaak jhokaa
javaani ki rau mein naa aanchal udana
mere vaaste tum pareshaN Na Hona
Mujhe Khub Aata Hai Daman Bachana
ghata bhi kabhi chum leti hai chehara
samajh soch kar rukh se zulfein hatana
ghata mere nazdik aakar to dekhe
in aankhoN ne sikha hai bijli girana
PaoN Choo Lene Do PhuloN Ko Inaayat Hogi, Varana Hamko NahuN Inko Bhi Shikayat Hogi – Taj Mahal (1963) – Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
aap jo phul bichhaaye unhe ham thukraaye
….. ….. …… ……
hamko dar hai ke ye tauhin-e-muhabbat hogi
dil ki bechain umangoN pe karam farmaao
….. ….. ……. …… …..
itna ruk ruk ke chaloge to qayaamat hogi
sharm roke hai idhar, shauk udhar khichein hai
…. …… ……. …..
kya khabar thi kabhi is dil ki ye halat hogi
sharm gairoN se hua karti hai apnoN se nahi
….. ….. ….. ….
sharm ham se bhi karoge to musibat hogi
Chand Takata Hai Idhar Aao KahiN Chhup Jaayein, KahiN Laage Na Najhar, Aao KahiN Chhup Jaayein – Dooj Ka Chand (1964) – Mohammad Rafi, Suman Kalyanpur
phul sakhoN se jhuke jaate hothoN ki taraf
jhoke bal khaake mude aatein hai
ho mude aate haiN julfoN ki taraf
….. ….. ….. …..
chhod kar inki dagar aao kahiN chhup jayein
maiN hi dekhuN sajan duja na dekhe tohe
kya khabar kaun sautaniya tora
ho sautaniya tora man mohe
…. ….. …… …….
dil pe dalo na asar aao kahiN chhup jayein
sari najroN se pare sare najaaroN se pare
aasmanoN pe chamakte hue
ho chamakte hue taroN se pare
… ….. ….. ….. …
odh kar lal chunar aao kahiN chhup jayein
Sun Aye Mahjabin Mujhe Tujhse Ishq NahiN, – Dooj Ka Chand (1964) – Mohammad Rafi
yuN maiN tera Qayal huN, Qayal huN
naaz-o-adaa par mayal huN, mayal huN
….. …… ……
jalwoN ka dam bharta huN
chhup-chhup dekha karta huN
par aye pardanashNi mujhe tujhse ishq nahiN
tu wo dilkash hasti hai, hasti hai
jo kwaboN mein basti hai, basti hai
…. …… …..
tu kah de to jaan de duN
jaan to kya imaan de duN
par aye khaslagi mujhe tujhse ishq nahiN
Chhaa Gaye Badal Nil Gagan Par, Khul Gaya Kajhara Saanj Dhale – Chitralekha (1964) – Mohaamd Rafi, Asha Bhosle
dekh ke mera mann bechain
rain se pehle ho gayee rain
aaj hriday ke swapna phale
ghul gaya kajara sanjh dhale
rup kee sangat aur ekant
aaj bhatakta mann hai shant
keh do samay se tham ke chale
ghul gaya kajara sanjh dhale
andhiyaro kee chadar taan
ek honge do vyakul pran
aaj naa koyee dip jale
ghul gaya kajara sanjh dhale
Aise To Na Dekho Ke Bahak Jayein KahiN Hum, Aakhir Koik InsaN Hai Farishta To NahiN hum, Haaye Aise Na Kaho Baat Ke Mar Jayein KahiN Hum, Aakhir Koik InsaN Hai Farishta To NahiN Hum – Bheegi Raat (1965) -Mohammad Rafi, Suman Kalyanpur
angdaai si leti hai jo khushboo bhari zulfein
girti hai tere surkh laboN par teri zulfein
zulfein na teri chum le ae mahjabiN hum
aakhir koik insaN hai farishta to nahiN hum
sun sun ke teri baat nasha chhaane laga hai
khud apne pe bhi pyar sa kuchh aane laga hai
rakhna hai kahNi paanv to rakhte haiN kahiN hum
aakhir koik insaN hai farishta to nahiN hum
bheega sa jo hai naaz ye halka sa pasina
haaye ye naachti aankhoN ke bhaNvar dil ka safina
socha hai ke ab dub ke reh jayein yahiN hum
aakhir koik insaN hai farishta to nahiN hum
Log Kahete Hai Ke Tum Se Kinaraa Kar Lein, Tum Jo Keh Do To Sitam GaNvaaraa Kar Lein – Bahu Begam (1967) – Mohammad Rafi
tumne jis haal-ae-pareshaN se nikala tha hamein
aasra de ke mohabbat ka sambhala tha hamein
sochte hai ke wahi… …… ….. haal dobara kar lein
yuN bhi ab tumse mulakat nahiN hone ki
mil bhi jao … …. …. .. to koi baat nahiN hone ki
aakhri baar bas ab …. …. jikr tumhara kar lein
aakhri baar khayalo mein bula le tumko
aakhri baar kaleje se laga lein tumko
aur phir apne tadapne …. …. …. …. . ka najara kar lein
Saahir Ludhianvi’s Eight Films Association with Roshan can best be explored in more than one article, may be at next opportune occasion(s) in the future. For the present, we ready up for Sahir Ludhianvi’s 18 films dream-like association with S D Burman in the next episode.